Podcast of Top 10 trending words
Top 10 using social media slang
Af – As fruity,jab koi khane ki ya khuch acha laga ho;जब कोई खाने की या कुछ अच्छा लगा हो
Examples:-
- The movie is awesome as fruity.
- Mujhe wo cheez utni hi achi lagi jitni ki fruity achi lagti hai.
- मुझे वो चीज उतनी ही अच्छी लगी जितनी है।
- The show was fantastic af.
- Show fruity ke jitna acha tha.
- शौ फ्रूटी के जितना अच्छा था दिखाओ।
- Awal’s videos are af.
- Awal ki videos achi lagti hai jaise fruity.
- अवल की वीडियो अच्छी लगती है जैसे फ्रूटी।
Binge:-jo aap karte chale gaye ruke hi nahi.
Examples:-
- I binge eat.
- Mai lagatar kha raha hu.
- मैं लगतार खा रहा हूं।
- I am binched eating kurkure.
- Mai kurkure ek ke baad ek khata ja raha hu.
- मैं कुरकुरे एक के बाद एक खाता जा रहा हूं।
- I binge drank Pepsi yesterday.
- Mai kal ek ke baad ek Pepsi pita chala gaya.
- मैं कल एक के बाद एक पेप्सी पिता चला गया।
- He is binge-watching movies.
- Wo ek ke baad ek movies dekh raha hai.
- वो एक के बाद एक फिल्में देख रहा है।
- I binge-watched the Kapil Sharma show.
- Maine the Kapil Sharma ke episode ek ke baad ek dekh liye.
- मैंने दा कपिल शर्मा के एपिसोड एक के बाद एक देख लिए।
Badass:- koi bura,ya koi zaalim;कोई बुरा, या कोई जालीम
Examples:-
- Our hostel warden is a badass.
- Humare hostel ki warden ek jaalim insaan hai.
- हमारे हॉस्टल की वार्डन एक जालिम इंसान है।
- That shopkeeper is a badass.
- Wo dukandaar bada kharab hai.
- वो दूकानदार बड़ा खराब है।
- You are badass.
- Tum bade jaalim ho.
- तुम बड़े जालिम हो।
Newb:- koi naya insaan jo abhi nausikhiya ho;कोई नया इंसान जो अभी नौसिखिया हो।
Examples:-
- You’re a newb
- Tum nausikhiye ho.
- He is a newb.
- Wo nausikhiya hai.
- Don’t mess with me, you are a newb.
- Mujhse panga mat lo tum abhi batche ho.
Bromance:– bhaichara;भाईचारा
Examples:-
- Friends bromance.
- Dosto mein bhaiyon jaisa relation.
- दोस्तो में भाई जैसा रिश्ता।
- Atul relations with his father like a bromance.
- Atul ka apne father ke sath rishta ek bhaichare jaisa hai.
- अतुल के अपने पिता के साथ रिश्ता एक भाईचारे जैसा है।
- Your father is familiar with bromance.
- Tumhara pita bhaichare se familiar hai.
- तुम्हारे पिता भाईचारे से फेमिलिअर हैं|
Agar aap bhi English fluently bolna chahte hai, toh aap humara Spoken English course join kar sakte hai.
0 responses on "10 Trending words- Part 1"